(Gunjan)
Roshni diyao ko chod deti hai Dev
Aur Dev, Dev to kabhi Paro Ka tha hi nahi
(Mayank)
To tumne kabhi Dev ko samjha hi nahi jo' (Mayank leaves it off)
(Samrat takes over)
Tumne Dev ko kabhi nahi samjha jo hamesha tumhare liye rota tha
Us diye ki roshni tum thi Paro, mein nahi
Kyon chod kar chali gayi mujhe
Ek baar bhi nahi poocha
Dev tum theek to ho?
Diye kay roshni nay tumhare dil mein aag to nahi laga di?
Ek baar, ek baar toh peechay murr kay dekha hota
Who aag ab bhi jal rahi hai Paro
Kaash, Kaash kay tum ek baar ruk jaati
How did he manage to bring all that pain in his eyes? How did he bring himself to give those expressions? To be honest, I think even Sanaya was not a perfect match for him in this particular scene (This is not to say she didn't do a good job, but that Mohit gave an unprecedented, excellent and wonderful performance!).
Don't worry Samrat, as Diya said, "pyaar kabhi khatam nahi hota." No matter what route she takes, she'll find you standing at the end of the road.