Hi guez
yeah sab kya ho gaya hai kyoun Rajan Sir ne aisa kiya main such much abhi kya isse pure saal shocked rahungi ki koi hamare itna pass bhi ho sakta hai itna dure hoke ki uske hone an hone se itna zayada farak padta hai aaj main khud ko ragini ki jagah rakh ke dekhti hun toh Hire jaisa rishta kho ke bas ansuo ki dhara nikal padti hai sab ke bare main acha sochne wali jiske bina toh shayad ragini ka jiwan kya uska marna bhi adhura hai..........................................................
Now second thaought is that agar RS ragini ko marte toh main yeah Question sare Bidaian's se puchna chahti hun ki agar ragini ko marte toh kya same reaction hota nahi na itna khas nahi hoti kyounki ragini ne itne sacrifies nahi kiye the na isiliye RS ko TRP chahiye thi aur isikeliye unhone aisa hi kya kyoun thik hai na:)
Give yours POV
Nisha