hello guyz
Maan Meri Saason Mein Hain
Maan Mere Hoto Pe Hain
Maan Meri Baaton Mein Hain
Bani Bani Bani Re Bani
Maan Deewani Bani
Ab Kya Kare Dil Deewana
Hai Ab Kya Kare Dil Deewana
Lagi Lagi Lagi Re Lagi
Maan Ki Dhun Lagi
Ab Kya Kare Dil Deewana
Hai Ab Kya Kare Dil Deewana
Maan Meri Aankhon Mein Hain
Maan Meri Saason Mein Hain
Auron Ke Chehre Main Dekhun Chehra Jiska Jiska Jiska
Auron Ke Sang Jodti Hoon Main Naam Uska
Hoto Pe Maine Sajaya Hai Har Geet Jiska Jiska Jiska
Nas Nas Mein Meri Samaya Hai Pyaar Uska
Maan Mere Apnon Mein Hai
Maan Mere Sapnon Mein Hai
Maan Meri Palkon Mein Hai
Maan Meri Alkon Mein Hai
Saji Saji Saji Re Saji
Maan Ke Liye Saji
Ab Kya Kare Dil Deewana
Hai Ab Kya Kare Dil Deewana
Maan Mere Hoto Pe Hain
Maan Meri Baaton Mein Hain
Kehna Hai Kehna Hai Kehna Hai Aaj Tujhse Tujhse Tujhse
Le Jana Le Jana Le Jana Mujhko Mujhse
Baithi Huvi Hoon Main Tere Liye Hai Kab Se Kab Se Kab Se
Tujhse Kahan Hain To Kehdoongi Main Ja Ke Sab Se
Maan Meri Dhadkan Mein Hain
Maan Meri Tadpan Mein Hain
Maan Mere Mann Mein Hain
Maan Mere Tan Mein Hain
Chali Chali Chali Re Chali
MaanSe Milne Chali
Ab Kya Kare Dil Deewana
Hai Ab Kya Kare Dil Deewana
Bani Bani Bani Re Bani
Maan Deewani Bani
Ab Kya Kare Dil Deewana
Hai Ab Kya Kare Dil Deewana
Lagi Lagi Lagi Re Lagi
Maan Ki Dhun Lagi
Ab Kya Kare Dil Deewana
Hai Ab Kya Kare Dil Deewana
Maan Meri Aankhon Mein Hain
Maan Meri Saason Mein Hain
15