Originally posted by: Ananya-kgp
agar ladki baat saaf kar de aur ladke ko badawa de, toh ladka agar yeh soche ki ladki usse pyaar karti hain aur usse khush dekhna chahta ho, toh ismein ladke ki kya galti, agar ladki ko pasand nahi tha toh pehle batana tha, naaki uski phone calls aur letters ko jhat se padna,uski saree pehen ke daur ke aane.....
Yeeaah...now start firing..dishkum..dhushkum.. dhoom..dhaam.. dhaaaaaaaam.. dhdaaaaaam..👏