This is my second piece of writing and the first OS on MayUr so please bear with me.
Excel College is off for the Summer break. It is the last day of college before vacations and the last class for the day.
Shukla sir- kyunki ye aap sab ke greeshma avkaash se purva ki antim kaksha hai toh main asha karta hun ki sabhi vidyarthi apni greesma avkash ko kaise vyateet karma hai iski yojana bataein
All students share thare plans for the vacations. Mayank n nupur r busy in their own worlds.
Discussing holidays is a waste of time for mayank n since this is supposed to be a history n not future plans class, he's busy with his history book. And as for nupur'.let's see what's on her mind'.
Nupur-Hey bhagwaan yeh aakhri paanch minute toh paanch sadiyon se bhi zyaada lambe lag rahe hain'..chuttiyon se pehle itni bechain toh main school mein bhi nahin hoti thi by god! Aur ho bhi kyun na, chuttiyan hongi tabhi toh main mayank ke saath zyada samay bitaa paaungi.
Mayank still lost in his book.
Nupur-by god'.main yahan iss sadu ke saath ke liye mari jaa rahu hun aur yeh hai ki kitaab se aise chipka hai jaise shahed par madhumakhhi.
The bell rings n the class is over. All the students rush out of the class like prisoners set free. Nupur n mayank r also walking n talking.
Nups- kitna mazza ayega na mayank'.ab humein college bhi nahin aana padega'.waise mayank tum itni der se kaunsi kitaab mein nazrein gadaye baithe the??
Mayu-main toh who'.he is unable to complete the sentence
N- sapnaaa?? Tu?? Yahan??? Yeh sach hai ya sapna??? They both hug like do bichade yaar
Sapna- arey sach hai pagli'.chacha ji ne mujhe bataya ki teri chutiyan ho rahi hain toh main seedha morena se yahan Mumbai chali aayi'..tere paas tujhe aur gunjan ko le jaane??
N-arey waah'.par mujhe to bauji ne bataya tha ki teri'
S-haan yaar'..meri shaadi ho rahi hai'..aur main America chali jaungi isiliye toh main yahan ayi hun apni sabse achchi saheli ko apni shaadi par bulane'tu aur gunjan chaloge na??
N-main toh zaroor aaungi'.par gunjan'.woh ek gaane ke contest ke liye bahar gayi hai
S-achcha thik hai'..main usse phone par baat karlungi
Nupur takes notice of mayank who was standing there unable to understand most of what had happened in front of him in the past few mins'.
N-arey main toh bhul hi gayi'.mayank ye hai sapna'.meri bachpan ki saheli'.yeh mere saath morena mein thi'.aur sapna ye hai mayank'.ye mera'.
M- main'main nupur ka friend hoon. Nupur tumhein sapna se bahut saari baat karni hogi'.toh main chalta hun'.main tumhein phone karunga aath baje(looking into her eyes n saying these simple lines with such a charm that makes her go gaga)
N- thik hai mayank'.he leaves but she can't get her eyes off
S-aise kya dekh rahi hai usse??
N- main who'kuch nahin yaar'.chod'.tu bata morena mein sab kaise hain'..
The two friends chat along the way'.on reaching home'.n go on n on n on'they talk abt their childhood, sapna's wedding, gunjan's singing, latest movies'.n every possible topic'...as promised mayu calls nups at 8 exact.
M-hello nupur??
N- hi mayank. Mayank mujhe kal morena jaana hoga. Sapna ki shaadi hai.
M-kya?? Kal?? Par aise kaise??? Gunjan bhi nahin hai....akele ??
N- haan mayank....mera jaana bahut zaroori hai
M-thik hai nupur....toh main bhi chalunga tumhare saath
N-kya ? sach ?? (she's on top of d world as its ek teer se do nishaane for her....time with mayu and time in morena)
M-haan nupur'.main tumhein akele nahin jaane de sakta
N- par tumhein toh kisi exam ke liye
M-meri life mein tumse imp aur kuch nahin hai...
Those words have the power to make NUPUR BHUSHAN speechless'.
M 'think hai nupur'.toh kal milte hain'.bye
N 'bye
S 'kiska phone tha??
N-mayank'kal who bhi aa raha hai humare saath morena'.
next part soon...