guyzz plzzzz can any 1 tell me ,ki akher lrl mai ho kya raha hai????kya sach mai vidya rummy mallah boam blast mai maar gaye???lekin aisa kaise ho sakta hai?agar main cadets hii nehi rahenge to kaise hoga?pahle sameera ,then vidya,then aj dekh kar lagraha hai rummy aur mallah bhi....kya diya n tony rang de basanti type ending dikhana chahthi hai????plzzzz koi detail kuch bata sakti hai ki kya ho raha hai lrl mai..😕