Vaishnavi is so desperate to marry a Virani lol. Parth se engagement tooti to Rio se engagement kar li. Ab woh dono udd gaye to Nakul ko bf bana liya. Nakul ne us din Damini ki ek ladki do bhai waali kahaani sun li isliye parampara, pratistha aur anusasan nibhaane mein laga hua hai. Must say very obedient guy.
Kehte hain doodh kaa jala chaanch bhi phoonk phoonkar peeta hai par yahaan to vaishnavi garam doodh ko ek hi saans mein peene ki koshish kar rehi hai lol.



71