Originally posted by: infinity101
Kaun kaun? 3 more words. Arre yaha koi panauti hai kya jiska fav ek baar bhi nee jeeta?
Shweta, Gauhar and Gautam (i used to like P3G group toh uss waja sy gauti ko support kiya) but now I don't like him and gauhar 😂
Chingi aur renee hi hongey 🤣
6.1k