Originally posted by: SunqianFan
Yaar Shilpu wahiyat lagti hai aise
Avinash ki toh buddhi bhrasht ho gayi nibba sharam lihaaj nahin hai
. Ab woh age mein haina toh thora toh daadi jaisa behave kare
.Ankkhon mein acid daal diya
Daadi jaisa?
yeh vivian ki heroine bane ka khwaab dekh rahi. Daadi bana rahi ho.
LF main vivian and karan shilpu ko bol rahe they hum show karenge saath main tum maa ka role karna. She said mujhe heroine ka role karna hai

. Ab woh age mein haina toh thora toh daadi jaisa behave kare


..haaye raam yahi din dekhna baaki reh gaya mera
Chaar din ki jawaani thi Shilpu ab toh third last stage pe hai life ke 




