Aaj mumma ka beta apni mumma ki godi mein to Raha tha kyunki uska fav toy usko nahi mila🤣..
Angad ne bola Maine Jo bharam paal rakha tha vo toot Gaya seerat mujhey pyar nahi karti
Angad tune ek nahi bohot sarey bharam paal rakhey h abhi to ek hi toota h wait kar dheere dheere sabhi bharam tootengey tab kya hoga tera
Angad was saying ki maine kabhi kisi ka bura nahi chaha kisi k sath bura nahi kiya sabka acha kiya
Nd i was like haan tabhi to puri duniyaa Teri dushman bani baithi h or tujhko pata tak nahi 😆...
Koi aisi hi kisi se nafrat nahi karta angad or muski maa ne is nafrat ko kamaya h apne ghamnad se dusro ko insult karkey 😡khud ko bhagwaan samajhne ki galti karogey to barbaad to ho hi jaaogey😆
Aisi log apne dushman apne aap hi ban jaatey h ..
I don't know ki sahiba ko aisi aadmi k liye feelings kyun aayegi ye makers kyun bina kisi logic k aise aadmi k liye sahiba ko feel karwayengey
I hope ki GC ka copy paste ho or sahiab Garry ko expose karne k baad isko laat maarke jayae ek 1% bhi self respect bachi hogi sahiba mein to vo sach saamne lane k baad isko laat maarke aayegi ....