Dharma kehta hai anyay karnewala jitna doshi hai usse kayi zyada doshi anyay sehnewala hai. Iss hisab se anupama khud he doshi hui uski halat ke liye .Originally posted by: surabhi01
Anupama kabhi kise se beittaah hamesha ke liye nafrat nahi kar sakti
Nafrat karna anupama ki fitrat mein nahi aur yahi baat anupama ko anupama banati hai
A
Original character Jo nature aapke andar by default hai
Anupama baa ko Khichdi khud banane deti but baa ko kitchen ke latest technology ke baare mein Pata nahi tha aur anupama ke pass itna time nahi ki explain karti ki latest technology kaise use karte hain
Nahi to agar baa Khichdi bina jaane latest technology mein kitchen banati to kitchen ka satyanaash ho jata
Yahan anupama ke nature se Matlab anupama basic humanity nahi chod sakti agar dushman anupama ke saamne hungry ya thirsty hai dushman ko khaana peena kahi se nahi mil.raha hai ya bimar hai to anupama us dushman ko bhi roti sabji degi paani degi aur doctor ke pass le jaayegi
Jaroor nahi anupama use pakwaan khilayegi ya Sone ke seat pe bitha ke rakhengi.but ko Khichdi Banane deti agar woh hifi modern technology kitchen nahi Hota
Anupama ke pass itn anupama basic humanity dikhana kabhi nahi chodegi
Aur yahi baat anupama ko anupama banati
Nahi to Baa,aur anupama mein kya difference reh jaayega agar anupama bhi logon ka bura chahne lahne
Kisi ka bura sochna anupama ke nature mein nahi yahi use anupama banati hsi
Shahs, Anuj , maaya koi Doshi nahi hua kyunki anupama khud he apne core nature ki wajah se khud ke sath anyay karvati rehti hai.
Aise log jo apni bhalayi ke liye bhi khud ke wahiyat core nature ko badal nahi sakte unki zindgi par lalat hai 🤮
Kaanta ko yeh accept karna chahiye ki uski beti ke core nature mai he anyay sehna hai toh anyay karnewalo ke ghar gayi he kyo?! Anyay karnewale karte rahege anyay, sehna ki nahi sehna yeh toh apne hath mai hai.
Anupama khud ki he doshi hai . Gadhi Kanta ko pehle apni beti ke core nature par focus karna chahiye. Badi ayi dusro ko reality check dene .
8