Guys , can we have a compilation of the most eye opener sensible dialogues by these powerful ladies. These three are depicted as negatives but are more likeable than the lead. I don't support them completely but their sensibility is excellent as compared to JHANDUPAMA. Let's have some mind soothing sensible dialogues that I really liked
Example :
1. Kavya :
Jo aurat kabhi 25 saal me apne liye stand nahi le saki , wo dusron ke liye kya legi ??
Girlfriend bolne me kya galat hai ?
Mai office ka kaam bhi karoon , aur ghar ka bhi ,Aisa nahi ho sakta...Mai thak jaati hoon..
Mai anupama nahi hoon Jo pyaar aur sewa ke naam pe sabko bigaad doon.. handicap kar doon ... I believe sabko self sufficient hona chahi taaki bad mein koi problem Na Ho Jaise is waqt tumhare papa ko ho rahi hai ( vanraj was struggling to make food in the kitchen )
When Pakhi told Kavya that she knows how to use a washing machine how to make coffee how to iron clothes then Kavya smirks and retorts back saying ki agar aata hai to Inka use bhi kar liya karo kabhi.
Shah family me ek group bana hua hai jisme kabhi koi outsider nahi aa sakta .
Anupama waise to self respect ki baatein badi badi karti hai , par jab property uske naam par kar di to jhat se yahaan rukne ko tayaar ho gayi.
Mere hisse ka saara haq to anupama ne maar liya hai.
2. Barkha :
Jabse hum aaye hain tabse sirf tumhare( to anupama) issues ke baare me hi sun rahe hain. Is relationship me Anuj Kahan hai ?? ( Not the exact wording but meaning was same )
Tum ruk kyu Gaye Vanraj Shah ? Aur bechara bano.
Mere dewar se pyar ka dikhawa karti ho , kaash sach me usse pyaar Kiya hota anupama .
Tum Naa hi Anuj ki zimmedari ke laayak ho , Naa us empire ki.
Kisi bhi husband ko apni wife ki zindagi me uske ex ka hona bura lagega..
Tumhare ex pati ne Anuj ka bura haal Kiya use tum protect nahi kar Rahi hoti.
Tumhara pyaar zaada ho Raha hai tumhare maayke ke liye . Tumhara pyaar zyada ho Raha hai tumhare ex pati ke liye
Shah Parivar Anupama ki kitni bhi insult kar de dutkar de lalkar de fir bhi yah unhin ki side khadi hogi aur agar koi is family ko kuchh bhi kahe to yah khud unke sath khadi hokar Chandi ban jaati hai. Gruh Pravesh se lekar ab tak is Parivar ne sirf chizein bigadi hi hai aur Anupama ne hamesha defend Kiya hai.
3. Rakhi Dave :
I know Anupama se better maid mil nahi sakti.
Ye ghar jise beti maanta hai ,usi ke saath sabse bura karta hai.
I have limited knowledge regarding her dialogues.
Feel free to write your own favourites by this trio