Originally posted by: Guddu.Pandit
Itna dhyaan toh main ladki pataane mein hi karta hoon, itni setting gaana gaane mein kahan se hogi bey aur woh bhi itni details ke saath dhyaan rakh ke ๐
Ab tum sab itna keh rahe ho toh phirse try kar lete hai janaab....... wahan se hi dagad dagad macha denge..... dhudum karke ๐ฅณ
Lagta nahi ki itna dhyan ladki patane me deta hai... Warna ab tak kam se kam 4-5 gf to ho hi gayi hoti. ๐ณ
Khair kya pata offline ho bhi ๐ค

0