Double standards toh bhai sab ke hain. Priyanka, archana, shiv, stan, Gori, Manya, nimrit, Tina, shaleen, saundarya..sab ke sab.
Inme se mujhe koi theek lag raha hain toh woh hain Gautam. Bondhu sa hain bechara. Bas saundarya ki chungul se bahar nikale.
Next week main barabar ke tasks ho toh mazaa aaye.