Naa shayad na aau.😂😂😂
🏏IPL 2026: LSG vs RR, 32nd Match, at Lucknow 🏏
🏏IPL 2026: CSK vs MI, 33rd Match, Wankhede Stadium, Mumbai🏏
Abhira is khandani gareeb..we get it
Day 3 of convincing Swathi & Gang
Roop Di Rani Song - Pati Patni Aur Woh Do
Don 3 Legal Issue Updates
MUKTI IS ACCEPTED 22.4
IPL Forum Members' Awards
Jawan 2 Updates
AbhiShan Bromance 💙🧡
Naa shayad na aau.😂😂😂
Originally posted by: NoeticLife
Kaunsa interview!!!???? 😲 Main bata rahi hoon, agar aisa ho gaya, main phat jaungi bomb bankar. Karan ko maarne waala character hai? Main banda hai wo, usko koi kaise maar sakta hai?
Aneesh ko maaro, Balli ko maaro, Walnut tak ko maaro, par KARAN!!?
Ab tum baaki sab ko kyu maar rahi ho?
Ab tumko konsa bhaiyya mil gaya, jo uss mission mein busy ho ke mujhe bhool gaye???
Uss article se ek cheez toh acchi huyi, yeh EDT 24ghante mein 10page aage bad gaya
😂😂😂
Arey itne jaldi q bata dia ...sheeahh u spoilt d fun 😜
Waise b meko fark nai padh raha kaun Zinda horah kaun mar raha 🤭
I will jis keep tabs of d happenings..
Dekhna shayad mein jab koezi track ayega tab shuru karugi ab 😉
Arey itne jaldi q bata dia ...sheeahh u spoilt d fun 😜
Waise b meko fark nai padh raha kaun Zinda horah kaun mar raha 🤭
I will jis keep tabs of d happenings..
Dekhna shayad mein jab koezi track ayega tab shuru karugi ab 😉
Tumhe naa farak pad raha hai, par mujhe toh pad raha hai.
Apne ghar mein paagal declare ho chuki hoon kyunki main itni der se ro rahi hoon ki wo use maar rahe hain. Aur meri Mumma 10 baar bol chuki hain, nahi maarenge, chup ho jaa, paagal ho gayi hai.
Shraddha... puchh kar yeh bhi batao ki Karan waapas kab aayega. 😭 Aur Karan kya bilkul cut ho jayega ya phir sirf academy waalon ko lagega.
Arey, phir kabar mein pahunch gaye sab. Karan ko pahuncha enough nahi tha? Aa jao, yaar.
Originally posted by: NoeticLife
Arey, phir kabar mein pahunch gaye sab. Karan ko pahuncha enough nahi tha? Aa jao, yaar.
Maine toh pura week episode hi nahi dekhe sirf aaj ka precap dekha hai bomb wala😂😂
Wese kal ya max parso tak aa jaega wo heart wrenching scene 😢 just hope temporary hi ho. Everyone would be so heartbroken ☹️. The only relief (I am expecting it to be, credit goes to Shraddha) is all this would be temporary.
Originally posted by: NoeticLife
Arey, phir kabar mein pahunch gaye sab. Karan ko pahuncha enough nahi tha? Aa jao, yaar.
Ek ko toh waise bhi chain se sone diya kabr mein, utha ke wapas le aaye😏... baakiyon ko le jaayenge waha phir laayenge isse better sab ko zinda rehne do..
😂😂😂