I can't tell which half I liked more- the one with Moran or the one with mission.
I love how Karan was concerned solely about Monami. He didn't even mention himself.
'Tumhaari wajah se aaj Monami ki jaan jaa sakti thi.'
Monami didn't even glance at Aneesh, focused solely on Karan. Their first priorities were each other, the other's well being, their safety.
'Tum theek ho?' 'Tum?'
Karan when Faizi said '...Chef Karan Shergill kab se ban gaya? Aur wo bhi kis ke liye?'- Yeh dekh gulaab ka phool. Ab samajh aa gaya kis ke liye?
When Faizi prompted him again- Teri waali ke liye. Of course, Monami ke liye hi hoga, na, saand? Aur kiske liye hoga?
Faizi had such a genuine and excited reaction. Abhi Karan, Monami aur Faizi, teeno confused honge ki chal kya raha hai?
Monami when she saw the rose: Yeh rose? Yeh rose kyun lekar aaya hai?
When Karan kissed her on the forehead, she had a slightly dazed expression, and then a frozen one, like her brain had stopped working. The application you're trying to open is not responding.
1. Even knowing he had hurt the person he "loved", Aneesh was more concerned about Karan (Ise kaise pata chal gaya) rather than feeling guilt on his actions.
2. 'Yeh Karan itna hero kyun bann raha hai?' Kyunki kam akal, wo hero hai. 'He can't come close to Monami.' You idiot, jitna close wo Monami se hai, utna tu 7 kya, 10 janam mein bhi nahi aa sakta. Ab tu close aane ki koshish chodh de, warna Karan Yamraj ke close pahuncha dega.
(Yeh usual se zyaada bakwaas post hai. Padhne ki zaroorat nahi hai. Bahut ghatiya hai.)