Kya udai hai isne Pratik ki😂😂😂
Kya kya bola hai Pratik ko..
- bada bolta tha one man army.. ab 5 logo ki chaat chaat ke aage ja raha hai..
- 5 saal llb kiya tune.. kuch nahi sikha.. reality shows hi kar..
- task me kuch nahi kar sakta..
- ladkiyo ko nahte hue kundiya kholta reh..
😂😂😂