yaar hinz tu mere ko ye explain kar pehle ki Anuj bimaar hi hai na mar to nahi raha😆..banda dil ki baat to aise batane laga achanak se jaise bas ab tabiyat kharab ho gai hai ab nahi bach paega to dil ki baat bata dete hai
Thank god poori baat nahi bol paya warna anu khud hi hockey stick utha k us ki haddiyaan tor deti🤣
marrne jitta beemar ho toh gaya hai, as in Anu ke pyaar mein
upar se usne bol bhi diya dubara shadi nahi karegi, aise mein Anuj ko kuch toh jhat se plan karna tha na, toh sabse asaan, sasta and tikau, tried and tested tareeka was baarish ki thand se beemar hona.
kaadha bhi mil gaya aur Anu ki care bhi, chalaak hai banda bada.
poori baat bhi bolega dekhna, ye toh he was testing waters, agli baar dubki laga hi dega🤣
waise baarish se thand hona is so mainstream , Anuj kuch original try kariyo agli baar, hum bhi toh inspire ho😉
2