hahaha mujeh ghar mein daya bulate hai , ayeeza karti hogi acp pradyuman ki tarah daya zara darwaza todo toh vo hand gesture jo acp karta tha, danish darwaza todta hoga, darwaza todkar in dono ko pata kya milta hoga, abhijeet (hoorain) vo doctor jo tha i forgot his name that must be rayan ko chokeslam dete hue 🤣mujhe lag rha hai aaj ye yotubers, tiktokers ki aatma aagayi hai mujhmein 🤣 and if danish reads this toh wo apni signature ehehehehe hath upar karke apni hasi has rja hoga 🤣Originally posted by: Ashley.Tisdale
"Mujhe ghar mein bulate hai Daya"
Matlab ye darwaza todhta hai 🤣🤣