Sawan ka mausam tha, Poonam ko raat thi.
Mai uske paas tha, wo mere kareeb thi.
Wo mere paas aai per thodi si ghabrai.
Jab maine uska haath pakda to thodi si sharmai.
Usne kaha, aao aaj hum aise bandhan me bandh jaye
Jise duniya ki koi taakat tod na paye
Meri khushi ka andaaja lagana mushkil hai
Per iske aage jo hua, wo batana bhi mushkil hai
Usne mera haath haathon me lekar kaha
Ye janam janmo ka bandhan hai
Phir mujhe yaad aaya
Ye Sawan ka mausam, ye poonam ki raat
Aaj to Rakshabandhan hai🤣