Originally posted by: bubblesort
Vaise is bande ko bina chasme dikhta nahi to us din haveli mein khudko goli marni ki kya dhamliyan de raha tha , sidha chasma utarna tha🤪🤣par ise har chiz mein drama karna hota hai🤪
Seriously yaar woh chandelier todne se accha apna chashma tod deta🤣 he be like kya pharak padta hai tum kitne mirrors rakho jab mai hi andha hun🤣
