Iska bilkul one track mind hai. Pehle bas meri wajah se shadi todi meri wajah se shaadi todi karta rahata tha or phir bas sach janna hai sach janana hai. Ab bas mujhse shadi karlo chalega jab tak function shuru nahi ho jate🤣
Jab tak rasam shuru nahi ho jaati, bande me tab tak bahut tadap hogi🤣