Originally posted by: pallavi_p28
Ab sargam ka business band hoga😆
Karana padega...nahi to hum sab sadme me honge pakka...
MAIRAs BIRTHDAY 13.1
CELEBRATION🎉 12.1.26
Viral tweet on Priyanka and Nick
🏏WPL 2026: Match 5: UPW vs RCBW at Navi Mumbai on 12/01/26🏏
Official Trailer - Mardaani 3 - Rani Mukherjee
Baapji's grand daughter... a new potential bahu?
🏏WPL 2026: Match 6: MIW vs GGW at Navi Mumbai on 13/01/26🏏
Anupamaa 12 Jan 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
New promo : AI bulldozer
17 years of Yeh Rishta Kya Kehlata Hai
Toxic song - Chand se pucha
Originally posted by: pallavi_p28
Ab sargam ka business band hoga😆
Karana padega...nahi to hum sab sadme me honge pakka...
Ayu mat mango precap patani ab kya bawal nikalenge ye log
Rangu bhi khauf me hai molkki team se
Damn..🤣🤣🤣🤣
Waise aaj precap release nahi kiya hai kal ki tarah..😒😒
Kuch toh bekaar hi hoga..
Originally posted by: darkchocolates
Instead of giving the precap yeh Colors kya upload kar raha hai..🤪
Kaunsa nasha karta hai..Colors ka Social Media handler..
Jam Hathon Mein Lene Ki Hasrat Nahin,
Mujhko Peene Pilane Ki Fursat Nahin,
Are Main Sharabi Nahin Mujhko Bottle Na Do,
Main Sharabi Nahin Mujhko Bottle Na Do,
Woh Nazar Se Pilaye Toh Main Kya Karun
Mein rangu rangu mujse
Bas mujse na mango sneak Peek
mai sirf ajeeb ajeeb prashn puchata hun
Originally posted by: Srilata.Mineil
Tumhe pata nahi saba rangu sab ek hi maal phookte hai...sargu ka ...🤣🤣
Sargam..😡😡😡
Yeh toh dekh kisko maal supply kar rahi hai..
Originally posted by: PutijaChalhov
Jam Hathon Mein Lene Ki Hasrat Nahin,
Mujhko Peene Pilane Ki Fursat Nahin,
Are Main Sharabi Nahin Mujhko Bottle Na Do,
Main Sharabi Nahin Mujhko Bottle Na Do,
Woh Nazar Se Pilaye Toh Main Kya Karun
Mein rangu rangu mujse
Bas mujse na mango sneak Peek
mai sirf ajeeb ajeeb prashn puchata hun
Damn..🤣🤣🤣🤣🤣
Rangu kabhi nahin sudhrega🤪
Ayu mat mango precap patani ab kya bawal nikalenge ye log
Rangu bhi khauf me hai molkki team se
Aur main ab yehi post karunga
Yeh sirf aaj kiliye nahi hain.. lagta hain bohot din kiliye chalega 😭
Originally posted by: PutijaChalhov
Jam Hathon Mein Lene Ki Hasrat Nahin,
Mujhko Peene Pilane Ki Fursat Nahin,
Are Main Sharabi Nahin Mujhko Bottle Na Do,
Main Sharabi Nahin Mujhko Bottle Na Do,
Woh Nazar Se Pilaye Toh Main Kya Karun
Mein rangu rangu mujse
Bas mujse na mango sneak Peek
mai sirf ajeeb ajeeb prashn puchata hun
Shit...🤣🤣🤣
Originally posted by: midniteangel
Aur main ab yehi post karunga
Yeh sirf aaj kiliye nahi hain.. lagta hain bohot din kiliye chalega 😭
Tu aa gayi apni dukh bhari dastaan leke...🤣
Originally posted by: midniteangel
Aur main ab yehi post karunga
Yeh sirf aaj kiliye nahi hain.. lagta hain bohot din kiliye chalega 😭
Manasvi is back to routine..😎🤣
From now onwards this GIF is my BFF..😒😭😒
