Originally posted by: favjassi
I just saw precap sindoor wala yeh bande ko toilet lagi rahti kya harwakth jaldbazi jaldbazi š³š³
Jald bazzi mein ring pehnadiya shagun ko and wahi josh mein anokhi ke maang mein chutki bhar nahin mutti bhar ka sindoor daldiya ššš
Thank god poora package nahin mila usko varna gadbad hojati hai yaar
@Bold- Arre maine koi ek tweet daali thi yahan udhar 2nd pic mai expression see.. Expression bilkul waisa hai ki sindur daalke washroom jaana hai.. š¤£