Originally posted by: Manisha_IF
Bepannah pyaar aaya tha ekta ka
Wo show bandh ho gaya zyada chala hi nahi
Phir uske bad pavitra bhagya aaya jiske promo achche the show maine nahi dekha tha to pata nahi kaisa tha par wo bhi bandh ho gaya
Oh god fir se bhagya 😆
Acha hua humare show ka nam ek ne "bhagya molkki ka" nai rakha 🤣🤣