I hope everything is according to the promo
Idhar riddhu ko Kabir ki asliyat pata chale aur udhar vansh ko Anupriya ki. Aur dono saath mil jaaye👍🏼
Kabir ki asliyat nhi pta chalegi sara blame Ap par aajayega ki sab usne kiya or nhi to K bhi do char apne taraf se dal dega manipulate to karta hi h vo Ragini ko v kar dega ki vo Ap ko phasane k liye drama kar raha tha fir bas dekhna ye h ki Ap jail jati h ya jahannum....🤣