I hope everything is according to the promo
Idhar riddhu ko Kabir ki asliyat pata chale aur udhar vansh ko Anupriya ki. Aur dono saath mil jaaye๐๐ผ
Kabir ki asliyat nhi pta chalegi sara blame Ap par aajayega ki sab usne kiya or nhi to K bhi do char apne taraf se dal dega manipulate to karta hi h vo Ragini ko v kar dega ki vo Ap ko phasane k liye drama kar raha tha fir bas dekhna ye h ki Ap jail jati h ya jahannum....๐คฃ