Not only Jinn all Hindi ITV shows are weird in terms of Women Empowerment concept. We cant even compare them with Foreign shows, Jinn ka isliye jyada show hota hai because Jinn mein sirf ladies hai😆Aur Roshni ka behaviour bahut childish hai.
Nazar mein bhi Ansh ko kitna bash kiya tha kyunki usne Piya ko ghar se chale jaane ko kaha bas difference itna hai ki Ansh ne Piya ko haath pakad kar nahi nikala aur Aman ne Roshni ko haath se pakad kar nikala. Aman is more aggressive than Ansh isliya jyada focus mein hai🤣Frankly Nazar aur PiAnsh se mera emotional attachment 5 yrs leap ke baad hi over ho gaya tha aur Bhasmika ke beech mein aane ke baad to 🤢It seemed that Ansh want Piya only as a mother of Adi nothing else.
Aur Mohana ki wajay se itna uspe focus nahi hota wo bach jaata hai. Difference is in behaviour of Piya and Roshni, Piya acts mature and Roshni too childish. Shayad Roshni ka character hi makers ne waisa banaya hai Fairy type. Piya is Roudra Durga Maa roop to Piya ka aggressive hona banta hai.
But i still agree Nazar was super interesting than Jinn. Jinn is all about Romance which makes it quite boring.