agar buddha mandap mei aa bhi gaya to Jindal Sahab h na....apki aankho k saath saath iska sab kuch nikal va denge vo..🤣Originally posted by: captainplus
dekhte hai if we get more darshan of the buddha or not 🤪
KRISH THROWN 28.12
Naagin 7: Episode Discussion Thread #1
LAW FIRM SOLD 27.12
Alpha leaves April 17 Weekend for Battle Of Galwan
Naagin 7 : Epi 1: share your thoughts
Drishyam 3 Team Sends Akshaye Khanna Legal Notice
Lol Mihir Tulsi next to each other
My take on possible Kyunki's younger generation tracks
Garvita's new show
Alia's performance in gangubai is a big disappointment
Triangle - Veer Tara A P Dhillon
Why Colors why
Say Cheese! Tulsi, Mihir, Noyna
🏏India Women vs Sri Lanka Women, 4th T20I Thiruvananthapuram🏏
agar buddha mandap mei aa bhi gaya to Jindal Sahab h na....apki aankho k saath saath iska sab kuch nikal va denge vo..🤣Originally posted by: captainplus
dekhte hai if we get more darshan of the buddha or not 🤪
Vo jinda v baccha hai i think ye uski aatma ha🤣
Iska coller bone to jaroor tut gya hoga🤣😈
wow bada maza aaya...................🤣budha pitne ke liye hi aaya...........🤗
Omg very poor Dadaji ko agr pata hota ki buri tarah se pitne wala hai to kavi nahi aata marry karne..🤣
only coller bone pakra akshat jindal sahab AJ ne so gardan ki haddi to gayi.. If 1 jordaar punch deta to all teeth n atri out... total Aatma ho jata.🤣
I also think it’s 7😈
Jindal saab jab budde ki haddi nichode rahe toh gudiya ko koi farak nahi pada ek baar bhi jindal Saab ka haat nahi pakda budde ko baksh ne ke liye😈😎 Bhootni ka zaroor purana yaaraana lagta hai
Jindal saab jab budde ki haddi nichode rahe toh gudiya ko koi farak nahi pada ek baar bhi jindal Saab ka haat nahi pakda budde ko baksh ne ke liye😈😎 Bhootni ka zaroor purana yaaraana lagta hai
Isme mereko koi doubt nhi hai waise v guddiya ko sirf apne jindal sahab se matlb hai baki buddha mare ya jiye she dont care😈
Isme mereko koi doubt nhi hai waise v guddiya ko sirf apne jindal sahab se matlb hai baki buddha mare ya jiye she dont care😈
Ji ha bikul sahi😊