For a moment i want to believe mauli loves kunal .My question is does kunal loves mauli ? Here i am questioning kunal's love for mauli .
Kunal ne jab nandini se pyar ka dawa kiya tab sab holi books ki kasam khayi thi or apne pyar ka izhaar kiya tha nandini se or nandini ko vishwas dilaya tha ki unko koi alag nai kar sakta or nandini he uska true love hai . After leap if kunal loves mauli than why he never said mahek who is their best friend that he loves mauli and nandini was just attraction . This guy had told that mai mauli ke layak nai hu...of course kunal mauli ke layak nai hai kyunki jitna pyar mauli ne kunal se kiya hai utna pyar to kunal ne kabhi mauli se kiya he nai .
kunal ne kab accept kiya ki nandini ke sath uska affair sirf ek attraction tha ??? yeh bhi batao ki kunal ne kyon mauli se uska affair chupaya ? Yeh to bata do kunal kab accept karega ki mauli sirf padaav kabhi nai thi ??? kunal to sirf mauli se pyar karne ka dawa karta hai to nandini ko bich mai ane he kyun diya kunal ne? Yeh to batana zaruri hai bhai kyunki itne bade bade statements dete jaa raha hai to sare statements khud ne he galat kyun prove kiye ??
Kunal ek bar bol de nandini se pyar karna galti thi or mauli tum padav nai thi ... ek bar bol de yeh line to believe ho jayega ki wo bhi mauli se bahot pyar karta hai .
waah re waah kunal chahe kabhi accept na kare ki affair karna galat tha par bas sabko yeh maan lena chahiye ki wo mauli se beinteha pyar karta haiđđ Ek baar sirf ek baar kunal yeh bol de ki nandini se zyada usne mauli se pyar kiya hai hamesha se to proof mil jayega ki kunal ne hamesha se sirf or sirf mauli se pyar kiya tha...bolo na kunal ko ek line to bole ki nandini se pyar kabhi nai tha wo to sirf attraction tha sirf mauli he true love thi. Kab bolega kunal yeh ek line ??
Kunal ko affair ko galti bol ke mauli se pyar ka izhaar karna padega tab thoda bahot lagega ki woh bhi mauli se utna he pyar karta hai jitna mauli usse karti hai...kya kunal kabhi ye karega ?Kya kunal mauli se apna saccha pyar sabit karne ke liye nandini se ki hue shaddi ko galati bolega??
Mauli kunal se pyar karti hai...mauli ki khushi kunal ke sath hai ...mauli kunal ke sapne dekhti hai ... mauli kunal par marti hai...mauli kunal ke bina adhuri hai... mauli ki dunia sirf kunal hai...mauli nind mai bhi kunal ke sapne dekh kar muskurati hai jaisi baate bahot dekhi or suni ... par koi ye to batao ki kunal kab nandini ke sath kiye affair ko attraction bol ke mauli se maafi mangega or apne pyar ka izhaar karega ?
Kya mauli jitna pyar kunal se karti hai utna he pyar kunal ne kabhi mauli se kiya bhi tha ya aj karta hai ?