Originally posted by: White-Lilac
Dillu ki bewakoofi Mo ko le doobegi 🤣Ansh ka ek aur baar popat ho gaya 🤣 Galat ladki ke peeche bhaage jaa raha tha ab break lag gaya 🤣Mujhe abhi bhi samajh nahi aa raha Mo ne Divya ko kab aur kaise pakda hoga wo to khud hi qaid thi auaur Divya na jaane kab paani ki tanki me ghar bana kar baith gayi 😆Niyati ne kamaal kar diya as chudail👏