Jab maine promo dekha tab confuse hogyi ki who is anamika jab ki DD ke character ka naam Nandini hai tho kunal kisko anamika bol raha thaš aaj pata chala ke woh nandini ko hi anamika bol raha rahi. Usko Mouli ke friend hai yeh pata hai but uska naam nahi pata tho usne kud naamakaran kardiš anamika means a person without a nameš³ š