He passed her and reached to the door locking it plus pulled the blinds and walked back to her composure.
"So miss Geet handa...Would you bother to tell me the reason you have chosen to work at this hospital? Not some memorised cliche... The real reason!! Why are you here??" He spoke reading a case-file of some patient.
Afterwards, she saw him coming to her and stopping his steps just skipping one step worth of distance between them,"Ohh! Toh aap meri personal reason janna chahte hain, Maan Sir? Nahi, Maan srif mere Maan, Geet ki Maan! Toh sidhe sidhe puchiye na... Main bhi jawab deti hoon sidhe sidhe?
Isn't it obvious? Aapke dill mein mere liye jo fizool nafrat hain na woh mitane..." She too directly answered him with no trace of diversion, rounded her arms around him bravely without blinking away from his glare.
He smirked sarcastically maintaining a sharp cold voice,"Wow! To the point? Ok toh main bhi directly point pe aata hoon, tum galat jagah aa gai hoo !JAAN..." He said making her skipping a few heartbeats at once with his summoning her "Jaan" Then she saw he looked at her rounding arms around his shoulders.
Maan lifted his index finger and tucked her hair emoting his sharp stern expression, "Jaan...!!! Tumse main itni jayda naafraat karta hoon jitna iss dunia mein agar kisine kisise sabse jayda muhabbat kiya hoga na usski pyaar ki gehrai bhi mere iss nafraat ke saamne aapna rokh badal le aur khud nafraat mein tabdeel ho jaye..." his sharp gaze pierced her heart in a constant loop along with his torturous summons.
But no she can't retreat now, she will face his wrath, "Maan...Chahe aap mujhse kitni bhi naafrat kyun na kaarlo mujhe isse koi farak nahi padhta, iss dunia mein sabse jayda pyaar kisine bhi kisise kiya ho magar Main aapse mere dill ki haar ek gehrai se, meri pura wajood, dill , jaan ,jism se pyaar karti hoon, srif pyaar nahi ishq hain mujhe aapse , aapke haar ek ehsaas se...Aapke dill se, Aapki jism se,Aap ki pyaar se, Aap ki gusse se, Aapki naafrat se, mujhe aapki har ek kirdar se ishq hain Maan...!" She tried to touch his cheek and got held up by his grip instead!
"Aap hi ne kaha tha na mujhse matlabi, giri huwi kisiko aapne nahi dekha nahi? Toh iss matlabi ladki ko srif aur srif uske khud ke mohabbat aur chahat se matlab hain..." her voice trailed inside his mind.
He looked at her with a fierce expression while frowning,"JAAN, tum mujhe zeher lagti hoo ye tumhe pata hain na?" he continued calling her beloved tormenting the soul out of her while brushing his initial two fingers on her cheek. His breath fanned her face and she kept staring into his eyes still trying to gather herself!
"Aap mujhe meri wajood lagte hoo ye pata hain na aapko? Aapki rooh baasti hain mujhme...ye pata hain na aapko?" She counter questioned him making him angrier. Why isn't she breaking yet?
"Kaun sa wajood? Wahi jo jhuth se huru hota hain aur jhuth pe khatam?" He mocked her by throwing a sarcastic smirk at her , "Agar tumhe laagta hain na main wahi pehle wala Maan hoo jise tumhare siwa kuch aur nahi dikhta, jo tumhare liye sabkuch chodh sakta hain, apni khud ki wajood bhul sakta hain toh tumne bohot galat jaga aur waqt chuna hain apne galatfemi ko paalne ke liye...JAAN!!"
He tightened his rock-hard grip at her hand and she flinched in pain. The moment she flinched in pain his eyes flickered with soft gaze for a split second along with his claw and then again resumed their sharpness back.