jabse maine pyar ko jaana hai...
tabse gham ko hi dost mana hai.
aap bhi sath chodkar chale gaye humara
hume ab tanhayi me zindagi bitana hai
kaisa ye jeevan ka fasana hai....
dar dar bhatakte hain ab hum...
bas maikhaana hi ab to thikana hai..
jabse humne pyar ko jana hai.... golu