hi,
i think rahul acha larka nahi hoga ap sub ne dekha woh ridz ko kehta hai k main larkiyoon se ap se baat karta hoon tu se baat karne main mujhey thora tyme lagega but woh muskaan se to tu se hi baat karraha tha aur mujhey to lagta hai k ussay muskan pasand hogi ap ko kya lagta hai ??????????????