He smiled looking at her nervousness. He slowly moved towards her and whispered
"Kashaf,why are you so nervous ? It is isn't the first time we are meeting alone or is it that you have taken this arranged marriage thing seriously?"
"Common Zaroon even if it isn't an arranged one,although we have been pretending but I am a girl and it's my first marriage."
"Oh,to dusri shaadi karne ka bhi irada hai kya?"
He said lying on her lap.
"Ha ofcourse agle hi saal chorne ka plan kar rakha hai maine tumhe. "
"Haaye bohot zalim ho tum Kashaf. "
"Ha to bakwas kisne shuru ki. "
She said trying to get up.
"Acha acha gussa mat karo wo bhi aj ke din i mean raat. "
She said biting her lips.
"Zaroon kya humne sahi kiya hai?"
"To galat kya kiya Kashaf."
He said while getting up.
"Hum ek dusre se mohabbat karte hai?"
He asked cupping her face.
"Ha. "
"To humne izzat se shaadi ki hai aur bhag kar to nahi. "
"Par humne jhut bhi bola. "
"Isme jhut ki kya baat hai.Kya maine apni bareme koi baat chupai tumhare parents se? Wo to sab kuch jante hai ki hum ek hi college me padhe aur mere Mom dad ko tum pasand ayi Sara ki shadi me to unhone rishta bhej diya. Ha bas woh yeh nahi jante ki humari pehle se setting thi. "
He said winking.
"Bohot hi cheap ho tum. "
"le ab isme cheap hone ki kya baat hai sach to hai na ki tumne mujhe fasa liya apne jaal mein warna main to bohot hi naik makhluq tha. "
"maine fasa lia aur Ji itne naik ki meri zindagi azab bana di thi mera pecha kar kar k."
"Acha jaise tum mujhe pasand na kiya karti thi. Jhut na bolna bibi. "
"Beshak"
she said blushing harder than ever because of his intense gaze and she dint want to lie today. Not at the dawn of this blessed relationship and placed a kiss on his forehead.
"Wah mere to din hi phir gaye normally tum to mujhe is bat pe jaan se hi mar deti aur usse pehle main darr se hi mar jata."
"bas aur drame na karo tum jaise kitna darte ho mujhse."
She laughed at her own comment
"I love you. "
"I love you too"