kya aap logon ne notics kiya hai k armaan ki acting ka style SRK jaisa hota hai khass kar aaj ki episode me wo bilkul SRK ki tarha acting kar raha tha main ye nahi keh rahi k armaan ki acting achi nahi par mere khayal se agar wo SRK ko copy na kare to zada acha lage ga ye mera khayal hai
NOW U ALL SHARE UR VIEW ON THIS ISSUE