after slapping track and raginis dream track i cm up with one track
already shomi came out of gadodiya house and staying with dida(dida cm back)
in mm house kuldevi pooja also done by swasan.
swara and sanskar reach th baadi and ask forgiveness from shomi
sw: ma mujhe maaf kardo
sh didnt answer
dida: shonu tum bohot bada galath kiya
san: nahi dida us waqth humare paas koi sabooth nahi tha isliye hum
sho: isliye apni ma ko hi galath sabeeth kardiya swara
swa: nahi ma aiya nahi hai ma
san: nahi aunty isme swara ki koi galti nahi hai.. e idea maine suggest kia tha swara ko warna hum ragini sach sabke samne nahi la payenge isliye e sab kiya
shomi: tumne socha shona tumhari shadi ki khabar sunakar tumhari baba ne keh diya mere aur tumhare sath koi rishta nahi rakhenge wo
san: aisa kuch nahi hoga aunty.. hum bahot jald ragini ka sach sabke samne lakar rahenge
sw: ha ma mujhe maaf kardo maine kyu kiya e sab aap jaante haina ma
dida: shomi maaf kardo shonu ko wo galath nahi hai
san: ha aunty please uske badle mujhe sajha de dijiye .. par swara ko tutthe huye nahi dekh sakta hu mai aap uski takath hai and yahi bath shadi ki sab theek hone ke baad mai swara ko iss rishte se azad kardunga.. uske khushi badkar mere liye kuch nahi hai
dida: sanskar sahi keh raha hai
shomi hugs shona and sanskar
shomi: sanskar tum bahot achche dost ho meri shona ka..
swaraa nd sanskar look at each other
sanskar got call from home (dp)
san: aunty dida abhi hum ghar chalna hoga bade papa ne urgent bula liya hum dononko
shomi: theek hai tum dono jawo
they take blesses from shomi and dida and left
in mm house some of people cm and talking with dp and rp adarsh
swara and sanskar reached home
san: bade papa aap hume itni jaldi bula liya kya huwa sab theek hai na
dp: ha ha beta sab theek hai aur sahrmishta ji ki tabbyath kaise hai aab
sw: ha theek hai bade papa
dp: achcha hai aap dono nki ek khush khabar deneke liye e sab yaha aye hai
swara and sanskar look at each other
san: kya hai bade papa
dp: tumhe best busenees man of the year award mila hai
san: mujhe
suj: haaa tujhe
dp: isliye e sab yaha aye hai kal hi award fun hai
san: bade papa ghar me itna sab ku...ch ho raha hai isme award..
dp: beta e garv ki bath hai na humare bhatije ko awar mil raah hai hum sab log ja rahe hai and kal sham party bhi rakhenge
organisers : theek hai dp ji hum chalte hai aab kal milenge fun me
dp: ha ji
they left
sw: bade papa mai nahi aa payungi kyunki kal hospitle jana hai ma ke sath aur uske ghar aake mai party ki itzam karungi
dp: lekin swara e sanskar ki award fun hai tum
san: its k bade papa .. party me join karegi wo.. aur ma ki tabbath ke lekar swar bahot pareshan hai isliye hum jate hai
laksh and ragini looking at swara
dp: kal sahm hum sab ja rahe hai fun me
ap: ji hum ghar me reh kar party ka inthzam karnge aap log jayiye
dp: ha e bhi theek hai
swara and sanskar il cm to room
sanskar khush nahi hai
sw: kya huwa sanskar tum itna udas kyu ho?
san: kuch nahi
sw: tumhe itna bada award mil raha hai khush hona chayiye na
san: meri khushi isme nahi hai swara
sw: kisme hai
san: chodo na kal tum ma ko i mean aunty ko hospitle le kar jawo aur scan kara do aur paise ki chinta mat karo
sw: nahi sanskar wo tho mai karungi tum mera ? answer nahi diya
san: kyu bar bar puch rahi ho
sw: kyunki mai madath karna chahti hu tumhe
san: tho suno meri khushi tumhe hai tum khush ho tho mai bhi khush hu
sw: stop it san
san: kyu pucha ?
sw: k leave dat topicrath bahot ho gaye hum sothe hai gn
its in the morning swara cm from bath and san go fro bath , swara select dress for sanskar
sanskar cm from bath room and saw dress
san: tumne nikal diya e dress
sw: ha tum par bahoth achcah lagega
san: tq
at dining table
dp: sab intazam ho gaya na sham ke liye
ap: ha ji
san: bade papa aap seeda fun pahunchiye mai swara aur ma ko hosp chodke seeda fun me aa jata hu
sw: nahi san mai manage kar lungi
san: ma ka tabyath jyada imp hai swara
dp: ha swara sanskar fun ayega tumhe chodkar
at fun all reached venue and sanskar also reach all welcomes them
fun starts and organizer annonce the award
san: aap bura na mane tho mai kuch kahna chahta hu
org: ha kaho sanksar ji
san: mai e award marai bade papa se ... chahta hu
org: k and annonced mr dp cm on the stage
award fun done
san: sabko meri namashakar mai aap sabka bahot abhari hu
mujhe itna bada award mila hai aaj mai bahoth khush hu
mai jo khuch hu aur jo kuch bhi seekha meri bade papa se seekha hu
mai meri bhaiyo adarsh bhai aur meri lucku hum sab bade papa se hi seekha hai
aur mari badi ma aur papa aur ma ki ashiravd se e mila hai mujhe
mai bade papa ko badi ma ko papa ko aur ma ko dhanyavad kehta chahata hu aur poori meri family ko bhi
isme aur bhi ek inasn hai mera ispiration hai wo .. hsab log kehte hai har ek admi ke peeche ek auth hoti hai meri bhi zindagi me hai wo meri zindagi ki angel hai
mai galath rashta me chal raha tha par wo angel mujhe badal diya.. mujhe sahi rastha dikha diya .. mujhe insan baan diya aur zindagi jeene ki wajah diya unhone..
use aur usase mujhe mila ne ke liye bhagwan ko aur usse janma diya uss ma ko dhanyawad kehna chahta hu.. dhanyavad
all cm back to mm house
sanskar il cm to rrom first and searching for swara bcz she didnt pick the cal before
swara cm out from bath room and see sanskar
sw: sanskar a gayi tum kaisa tha fun achcha tha
san: wo ma ka scanning ho gaya
sw: ha ho gay report kal mil jayenge
san: swara mai tumhare liye e saree laya hu
sw: kya ? mujhe saree pehnana nahi ata hai
san: plz mai bhahi ko bulata hu
sw: its k mai manage kar lungi bhabhi busy honge
san: k tq..
swara cm from bath rrom with half saree pehnakar
sw: maine kaha tumhe mujhe e saree ...
san: mai madath karo agar tum chahe tho
sw: nahi bahbhi ko bulalo
san went to adarsh room waha pe romantic scene
san cm bk to room
san: sorry swara bhabhi bahot busy hai bhai ke sath
swa: kya?
san: ha
sw: its k tum help karo
san: its perfect ho gaya
san: mai neeche jat hu.. bade papa mujhe doond rahe honge
sw: ha tum jawo
around 8pm in the hall
all gathered and adarsh doing anchring
swar coming down stairs and sanskar go ang pick her
media cm to near sanskar
med: apki angel sach me angel hai
sanskar: swara hai meri biwi
med: bahoth khoobsoorath hai apki angel
swara looking at sanskar surprisingly
med; mam aap kya kehna chayenge apke prince charming husbang ke bare
sw: mai bahoth khush hu sanksr ke liye ..
med: apki jodi bahoth achche hai
laksh looking at swara only
med: aap dono nki ek dance ho jaye
continue