To Pritam Pyaare,1. Pritam aap ko Big Boss house ke jyaadatar sadasya pasand nahi kar rahe, Baaki sab theek hai...😳
2. Pritam aap ko forum pe bhi MCP ka khitaab diya gaya hai, Baaki sab theek hai..😛
3. Pritam aap ka bhai giri wala style kaafi logon ko pasand nahi aa raha, Baaki sab theek hai..😊
4. Pritam jab aap ne Tanna ko chup karaya toh kaafi logon ko aapka andaaz pasand nahi aaya, Baaki sab theek hai..👏
5. Pritam jab aap ne ek specific girl ko as a maal kaha toh bahut se logon ko pasand nahi aaya, Baaki sab theek hai..😲
6. Pritam aap non celeb hone ke bawajood us ghar ke celebs se jyada popular ho gaye, Baaki sab theek hai..😎
7.Pritam Aapke Block ki sabhi khubsoorat larkiya ek hi gali mai kaisee reh sakti hai? Baki tumnee jo kaha sab thek hai.😆 (By JasToronto)8. Pritam aap task karnee mai bahut mehnet kartee hai par win nahi hotee, baki sab thek hai. 😕(By JasToronto)
Take it in a fun way. No offence to anyone. I am also Pritam Fan. 😛
PS: I'll add more later on.
Edited by .SalmanDeewani. - 11 years ago