To Pritam Pyaare,1. Pritam aap ko Big Boss house ke jyaadatar sadasya pasand nahi kar rahe, Baaki sab theek hai...š³
2. Pritam aap ko forum pe bhi MCP ka khitaab diya gaya hai, Baaki sab theek hai..š
3. Pritam aap ka bhai giri wala style kaafi logon ko pasand nahi aa raha, Baaki sab theek hai..š
4. Pritam jab aap ne Tanna ko chup karaya toh kaafi logon ko aapka andaaz pasand nahi aaya, Baaki sab theek hai..š
5. Pritam jab aap ne ek specific girl ko as a maal kaha toh bahut se logon ko pasand nahi aaya, Baaki sab theek hai..š²
6. Pritam aap non celeb hone ke bawajood us ghar ke celebs se jyada popular ho gaye, Baaki sab theek hai..š
7.Pritam Aapke Block ki sabhi khubsoorat larkiya ek hi gali mai kaisee reh sakti hai? Baki tumnee jo kaha sab thek hai.š (By JasToronto)8. Pritam aap task karnee mai bahut mehnet kartee hai par win nahi hotee, baki sab thek hai. š(By JasToronto)
Take it in a fun way. No offence to anyone. I am also Pritam Fan. š
PS: I'll add more later on.
Edited by .SalmanDeewani. - 11 years ago