Posted:
yaar kal ka episode ko dekh kar bahut acha laga,ek taraf kunal janta hai ki richa usa pana chati hai,or ussa liya kuch bhi kar sakti hai usa pana ka liya,phir bhi ab tak usna richa ki har baat par vishvaas kiya or sach mana,usna siddhi ko galat samja,serial mai dikhata hai ki kunal best lawyer hai,par mujha nahi lagta,abhi tak richa na ussa jo jo kaha usna har baat ko sach maan liya,janna ki kosish bhi nahi ki,sach to ya hai,ki kunal ko sahi or galat ka mark hi nahi pata