Posted:
chopra family bahut selfish hai,pahala apni maa ko bachana ka liya siddhi sa shadi kara di kunal ki,phir raveena ki jaltiyo ka liya bhi hamasha siddhi ko blame karta raha,or pata chalna par mafi mang lata tha,raveena ki shadi ka time pa bhi ya hi huya tha,kunal ka case ka time pa bhi yahi huya tha,thakral bhi uska dusman isi vajay sa bana,or ab unka siddhi ki koi parvaha nahi hai,sab usa galat samaj raha hai,unhona sirf siddhi ko apna fayada ka liya istmal kiya hai,or sabsa buri to veena lagti hai