Suman- Rishita scene in the terrace
Suman says, "Tu dekhna, Bhagwan bhi aurat ko kaise banayi hai na, jab Maa banti hai na, usme wohtaakat aa jaati har ek woh cheez karne ki jab woh beti thi bahu thi biwi thi usne kabhi karne ko bhi soch nahi hogi. tu hi bata andhar se tu feel kar rahi, ek taakat, mazbooti apne bacche ke liye, haan, iss taakat ko hameshaa barkarar rakhna, zindagi bahut lambi hai, bacche ko har khadam pe teri madad ki zaroorat padegi, aur isse taakat se ladna har ek cheez se jo tere bacche ko zara sa bhi nuksaan pahuncha sakti hai, abb sab teek hai"
Rishita nods her head
Suman says, "todi der yahan bait phir aajaana andhar"
Suman leaves.
Rishita's monologue,"aap sahi ke rahi hai Maa, apne bacche ki ladayi uski Maa ko hi ladne hogi, issliye mein wohi karoongi jo mujhe sahi laga"