Rishita at the terrace thinking about what happened and how DHara locked her inside and ran outside the house and all Rishita could do was watch her leave the house.
Rishita remembers her mother's words, "tu na subah utthe hi apni Jethani Dhara ka chehra mat dekhna, dekho uski godh toh sunni hi rehane waali hai, aise waqt pe usse se dhoor hi rehana tere liye uthna hi accha hai"
End of FBs
Suman comes to the terrace to talk to Rishita and holds her hand.
Suman says, "mein jaanti hoon, tu pareshan hai gussa bhi hai, hona bhi chahiye, jab baat apni bacche ki aati hai na, uski suraksha ki, sab kuch jaayaz hai, yehi toh training hai ek Maa ki, mujhe pata hai, aaj ussi training ki wajah se tu ne uss choron ka bahut himmat se muqabla kiya hoga, face kiya hoga,