I'm also a baangalOriginally posted by: sahapallavi
so u r bengali too ?
Aare jo tumne bola woh sahi hai baasibiye aajkal shadi wale din ho jata hai lekin hum baangal hai na toh hamara agle din hota hai
Or ghoti me shyadi same day par ho jata hai
Meri didi ki shadi tin saal pehle hui thi or hum bhi yehi bol rahe the ki itna taamjhaam kia logo ko bulaya khana khilaya or main ritual maang bharna hi agle din hota hai 🤢