Getting bit off topic🤪
Chai biscoot khichdi khilana to a small child is not funny... I mean pn me milk nahi h kya ,khichdi kon khilata ha aur jaha tak mene bacchi ko dekha hai she doesn't have teeths or maybe! Kuch bhi dikhate hai matlab.
Secondly yeh bacchi ko lekar subah se mandra rahi hai bacchi ne susu potty nahi ki kya
Thirdly yeh bacchi hospital me admit thi matlab yeh bachchi bimaar thi yaa fir mahaan bhabhi maa ke virus isme aagae aur yeh theek ho gai...
Yeh bacchi ki mujhe zyada fikar horahi hai as compared to dhara maa then her parents🤡
