Saad kaya hum bhi apna Bhala nahi chahty hain yeh drama Humein depression deta hai but still we watch this drama don't know why 🤢
mera koyi fav character hi nhi hai iss show main😆.Saad pe taras ata hai but woh khud apna bhala nhi chata toh koyi kya kare,Mahi pe toh taras bhi nhi ati bas iss baat pe shock hoti hai ki Hania ne kaunsa shock khake yeh character kar liya aur Areeb babu toh psychopanti start kar chuke hai
742