Shair-o-Shairi-- Part 2 - Page 116

Created

Last reply

Replies

1.1k

Views

62.1k

Users

45

Likes

4

Frequent Posters

aishiya thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 18 years ago

Mohabbat yoon nahi achi..

Koi waada nahi hum mai..
Na aapas mai bohat baatain.
Na milnay mai bohat shokhi..
Na aakhir shub munaajaatain.
Magar aik un kahi see hai..
Jo hum donon samajhtay hain.
Ajab aik surkhushi se hai ..
Jo hum dono samajhtay hain.
Yeh saaray dilbar bina mausam..
Talsami chandani raatain..
Sunharay dhoop kay mausam..
ya halkay sukh ki barsaatain..
Sabhi aik dukh mai rehtay hain;
Mujhay paihum yeh kehtay hai;
Mohabbat yoon nahi achi .
Mohabbat yoon nahi achi.
aishiya thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 18 years ago
Bahut roee hoon tab ja ke kaheen qaraar mila hai
Is duniya mein kissay sacha pyar mila hai

Guzar rahi hai zindagaani imtehaan ke daur se
Aik khatm huwa tu dosra tayyar mila hai

Mere daaman ko khusheyoon ka nahee malaal
Gham ka khazaana isko beyshumaar mila hai

Woh khushnaseeb hain jinhain mehboob mil gaya
Mein khush hoon mujhe intezaar mila hai

Gham nahee hai mujhe dhushman huwa zamaana
Jab dost hathoon mein liye talwaar mila hai

Sab kuch khuda ne tum ko kaise de diya
Mujh ko tu is ke dar se sirf inkaar mila
Miss_Norway thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Explorer Thumbnail
Posted: 18 years ago
Mast Nazron se dekh lena tha
Agar tamanna thi aazmane ki
Hum to behosh youn hi ho jate
Kya zarorat thi muskurane ki
------------------------------------------'
Tapish Sorraj Ke Hoti Hay Jalna Zammen Ko Parta Hai
Kasoor Ankhoon ka Hota Hay Tarapna Dil Ko Parta Hay
------------------------------------------------------'
Ankhen to pyar me dilki zuban hoti hai,
sachi chahat to sada bezuban hoti hai,
pyar mai dard bhi mile to kya gabrana,
suna hai dard se chahat aur jawan hoti hai.
----------------------------------------------------'
Ye dosti ke rishte bhi ajib hote hai
sab apne apne nasib hote hai,
rehte hai jo nigaho se door
wohi dil ke karib hote hai
-----------------------------------------'
Zindagi jaise ek saza si ho gayee hai,
gham ke saagar mein is qadar kho gayee hai,
tum aa jao waapis yeh guzaarish hai meri,
mujhe shayad tumaari aadat si ho gayee hai.
----------------------------------------------'
Tujhe Chahne Wale Kum Na Hon gein
Waqt Ke Saath Shayad Hum Na Hon gein...
Chahe Kisi Ko Kitna Bhi Pyaar Dena
Lekin Teri Yaadon Ke Haqdar Sirf Hum Hi Hon gein...
-----------------------------------------------'
OnlyHope thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Trailblazer Thumbnail + 3
Posted: 18 years ago

Hey everyone !
Closing this topic since it has almost reached 150 pages.
Here is the link to Part 3:

https://www.indiaforums.com/forum/pakistani-serials/570517/shair-o-shairi-part-3

Have fun,
PSF Development Team šŸ˜›

Related Topics

Pakistani Serials Thumbnail

Posted by: minakrish

4 months ago

Beqaraar Dil ~ TalRosh TS | Part 3 (Last) - Pg 9

[NOCOPY] Index Part 1 - Below Part 2 - Page 6 Part 3 (Last) - Part 9 Part 1 Roshi stirred awake to the sound of birds chirping outside the...

Expand ā–¼
Pakistani Serials Thumbnail

Posted by: mysticltales111

4 months ago

Short Story ( Talha* Roshi) - Haqeeqat Se Waqif - Part 2 (29-03-25)

ShortStory - Haqeeqat Se Waqif Part1 Talha’sPOV I can’t stop it. What can’t I stop? I can’t stop stealing glances/staring at my adorable wife,...

Expand ā–¼
Pakistani Serials Thumbnail

Posted by: cutejerry

4 months ago

Meem se mohabbat OS : Humsafar part 4 - Sharaarat

Talha stepped into his room, fresh from the shower, dressed in a crisp white shirt and olive-green pants. He stood in front of the dressing...

Expand ā–¼
Pakistani Serials Thumbnail

Posted by: cutejerry

4 months ago

Meem se mohabbat OS - Humsafar part 2 - Ibtida

Talha sat in his living room, attempting to focus on his laptop. It was a sluggish Sunday, and concentrating on work was proving to be a...

Expand ā–¼
Pakistani Serials Thumbnail

Posted by: cutejerry

4 months ago

Meem se mohabbat OS - Humsafar Part 1 - Bekhabar

Talha woke from a deep slumber, missing the usual warmth that had enveloped him in recent mornings. He glanced around, sensing something amiss,...

Expand ā–¼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".