Part 6
Next morning in ghangwal house keerti umesh sukku getting ready to go to meet kabir and viraj
Nishu: umesh bhaiya aap free hai kya ??
Umesh : kya ??nishu vo main vo ..kyun kuch kaam tha kya??
Nisha:nahi main bahar jarahi hun isliye pucha agar aap free he tho..kyun ki dadaji tho mujhe akele bhaharjanekeliye permission nahi denge shayad..
Umesh : kya bahar?? Kaha ? kyun??
Nishe:are bhaiyya aap itna kyun heran horahe hain ??
Umesh: heran nahi mujhe dukan jaana hain tho main nahi aapaung yaar sorry.
Nishu: its k bhaiyya main sukku keerti ya jwaluse puchungi agar volog free hai tho..aman bhabhi ke saath tho nahi jaapaunga kyun ki unhe ghar main bahot kaam hote hain ..teek hai main unlogose puchthi hun..
Umesh get tensed: agar nishu ghar se bhahar gayi tho pakka hume dundlegi vo hum sab ko saat main dhekliya tho !!! kuch karna padega..
Keerthi and sukku discussing something at that time nisha enters
Nisha; kya chal rahi hai aaplogoke bhich main kya baat hain??
Keerti: kuch nahi nishu bas aise hi ..ye sukku mere dress par comment kar raha that ho isliye..
Sukku; han yar ye keerti todi moti hogayi hai isliye mai...(nisha stops him)
Nishu:accha teek hai teek hain ..aap mai se koi free hai tho kya aap mere sat baahar chalege
Keeri and sukku : kya bahar ..nahi..matlap they are confused wat to say
Nisha;are kya hua hai aaplogoko ..main bas itniaas si sawal puchrahihu aap aise confused kyun hoo??
Keerti: vo kya hain na nishu mujhe kuch kaam tha isiliye sukku ke saat zarahi thi..
Nisha; tho teek hai tum mere saat aajana tumhara kaam bhi our mera bhi hojayega
Sukku; nahi nahi vo kya hai ki jaha mujhe kam hai vaha keerti ko bhi kaam hai tho aaj nahi kal challenge..
Nishu: confused kya bol rahahe suku aisa kya kaam hain bolo..
Sukku and keerti got tensed at that time aman enters(actually umesh ask aman go and handle nishu otherwise we cant go to meet viraj and kabir)
Aman: nishu tu yaha hai main tumhe kaha kaha dundrahi thi(skku and keerti got relief )
Sukku: are keerti dher horahi hai chal chal and they left
Nisha:are sukku ruk ..keerti..(but they dnt listen) dheko aman koi bhi mere saat bahar janekeliye tayyar nai hai ,..jwaluko puch thi hun vo nahi aayi tho koi baat nahi main akele hi jaungi..
Aman;are nishu vo sab chod tum meri baat sun ..tumse zaroori kaam tha..
Nisha: kya hai ??
Aman: vo dolly di bohot upset hai tho tum aaj kahi mat jaana dolly di ke saat hi rehna pls
Nisha: kya ?? kya hua hai di ko ..and she ran towards dollys room (aman follows her)
Nisha:dolly di dolly di kya hua aapko ?
Dolly sitting in her bed and reading magazine..
Dolly : (shocked) nishu kya hua tum itna tensn main kyun ho kya hua
Nisha:aap teek hain na aman batarahi thi ki aap bahot upset ho..
Dolly: looks at aman ..kya?? (aman give a signal)
Aman: vo kya hai na nishu dolly di pregnant hain na tho aisa hoja tha hai kabhi upset hojati hai kabhi khush ..
Dolly: (understands what is happening) ha hann nishu mujhe na sumit ki bahot yaad aarah thi ki kya karu ??
Nisha: oh ho dolly di aap tension mat lo sumith jiju 3 din main vapas aanewale hain..
Aman: han vo tho teek hai par nishu tum kahi mat jana aaj dolly di ke saath hi rehna
Dolly : try to act like she is crying ..han nishu main bahot alon feel kar rahi hun kahi mat jana mere pass hi rehna nishu
And finally nisha agrees ..(here viraj ,kabir,sourav,keerti,sukku,umesh gathered in park to discuss mission love confession ..)
Everyone are deeply thinking what to do what to do than suddenly sourav get an idea
Sourav ..idea ??
Sukku : chup kar tum hamesha bakwas idea hi dete hon ..
Umesh; are sukku tum bhi kya baat bat pe aise ,use batane dena
Sourav: abee sukku don't under estimate the power of comman man.
Sukku : ha ha ha bad aaya king khan banke..
Keerti; guys hum yaha jagada karne ya dilouge marne nahi aaye hai
Kabir: sourab aap boliye ki kya idea hain..
Sourav: han ..nishu ko pyaar hua tha jab vo academy main office assistant yani ki viraj sir ke PA bankar aayi thi hum kuch aisa karna hoga ki viraj sir baar baar nisha ke saamne aaye or nisha phir se unse pyar karne lage..
Umesh: vo tho teek hai kya nisha tho abhi bhi pyaar karthi hai par ab vo ab express nahi kar rahi hai uske dill main hi dabake rakhi hain..
Kabir: bhai ko nisha ke samne layenge kaise?
Viraj: lakya academy..
Kabir: matlap aap kehna kya chahte hain ..
Viraj: main yeh kehrahi hun ki..hum lakshya academy ko phir se reopen karenge or saare employes ko phirs kaam keliye bulayenge..hum sab ke ghar ek notice bejdenge ki hum phirse academy strart kar rahe hai aap interested hai tho aajayiye phir se kaam keliye..
Keerti:aapko lagta hai ki aapke ye notice dek kar nisha bhag ke aajayegi..
Sukku: vo koi nahi nisha hai nisha ..zitna ladaku hain na utna hi ziddi bhi..
Umesh: par ek baar try karne main kya hai..
Kabir: vaise bhi hum academy ko reopen karwarahi walehai uske saat sab teek hona hai tho accha hi hai..
Sourav: par nisha ko office aanekeliye manyege koun??
Everyone looks at sourav and smiles
Sourav:aree aap log mujhe aisa kyun dhekrahi ho
Viraj : aap nisha ki best frnd hain tho nisha ko mananeka kaam bhi aapka
Sourav;sir sir ye aap kya kehrahe hain..mujhe maar hi dalegi nishu ...mujhse nahi hoga..nahi
Everyone try to convince him
Sourav: accha teek hain par main notice aaneke baad baat karunga nishu se par force bilkul nahi karunga ..kyun ki vo dost hai meri bachpan ka frndshp hain meri uske saath isiliye usske marzike khilaf main nahi jaa sakta..kabhi nahi ..
Viraj: hum aapko force nahi karenge par jitna hoga utan madat tho kijiye sourav..
Kabir: kya yaar sourab aap bhi apni dost ki khushi keliye aap itna hi karsakte hai
Sourab: mere dost ke khuhi keliye main kuch bhi karsakta hun par use dhoka ya hurt nahi karasakta
Sukku:accha teek hain zyada emotional mat ho tumse jitan hoga utna karo par job hi karege wo hum kahenge aisa karega bas isske aage kuch nahi ..
Keerti: chaliye ab ghar chalet hai varna use doubt hojayega..(everyone leaves for their respective works)
And dadaji (nemichand) know about this lakshya academy planning and sukku explain everything to dadaji and ramesh)
Next mornig nisha receives the notice
Nisha: alone tear rolled on her eyes she read that notice and kept in the table left for her room
After sometimes dadaji saw that notice and call nisha
Dadaji: nisha ye kuch chitti aayi hain tumhare liye academy se tumne dhekha nahi??
Nisha: ji dadaji main ne hi receive ki thi..par mujhe laga ab ye mere kaam ke nahi isliye yaha rakh ge gayi thi
Dadaji: accha tumhe aisa lagta hai tho sahi main kuch nahi kahunga ..or ek baat agar tumhe laga ki tum yue kaam phir se karna chahti hai tho tum jaa sakti ho beta..and dadaji left by saying this(umesh and sukku stand behind the wall and listening these conversatioins)
Nisha:ye dadaji ko kya hua hai pehle tho main itna request karne ke bad bhi nahi mantete ab vo khud hi kehrahe hai jaana chati ho to javo strange!!! ..chal mujhe kya ..and she leves
Suddenly sourav entes and collide with nisha
Nisha: aree sourav dhek kar nahi chal sakta andha hogaye ho kya pagal ..
Sourav: baat hi aisi hai isiliye tumhe batane keliye bag ke aaya
Nisha:aisi kya baat hai tum aise bhag ke aye ho..kya tumhe pagal kutte ne katliya kya ??
Sourav: nishuuu !!! achha chod ye dhek (showing that latter)
Nisha: kya hain ye??
Sourav: kyun tumhe nahi pata tumhe nahi aaya academy se notice??
Nisha: aaya hai ..main kya karun uska..
Sourav : khana padoske khalena..pagal ..kyun nahi avogi kaam keliye..
Nisha: sourab !!! tub hi aise hi kehrahi ho itna sab khuch hua hain phir bhi main vahi kaam keliye vaha aajavun
Sourav: kya hua hain aisa?? Nishu bhul jaa sab kuch zindagi main aage bad
Nisha: sourav tum kab itna bada hogaya ki dadaji ke tarah baat karne lage hon ..tum kounsa duniya dheka hain han..(ramesh enters)
Ramesh: sourav nahi dheka hai main tho dhekha hun beta...sourav billkul sahi kehraha hain..tum kam karna phir se shuru kardena chahiye beta ..
Nisha: papa aap bhi ..aap jante hain na vaha viraj sir honge
Ramesh : unka office hain vo nahi hote tho koun main jaake baitu ..
Naisha: par papa
Sourav: par var kuch nahi tum aarahi hai bas..
Ramesh: nishu beta main jaanti hun tumhareliye viraj singh rathod ka samna karna kitna mushkil hain ..par main ye bhi janti hun meri beti bohot smart hain..mushkilonka samna karna use aata hain...
Sourav: mujhe pata hai tum sir se dar rahi hain na?
Nisha: oyye sourav mian kisi se nahi dart hi hun samja tum..main kisise nahi darthi hun( than sukku ans umesh enters)
Sukku:accha tho karo smana viraj singh rathod ka..
Nisha: aap log kyun nahi samj the ho..pehli baaat main kisi se nahi dart hi or dusssri mujhe koi farq nahi padta viraj singh rathod se vo mera samna hain ya nahi mujhe koi farq nahi padta samja aaplog(and she left for her room)
Umesh:are yaar ye nishu maankeliye tayyar hi nahi ..ab kya kare..
Suku :are ye kabir ka call aaraha hai ..ab kya karun
Sourav: use batade kuch nahi hoga plan flop hua hai uske bhai se nishu ko bhul jane ko kaho
Sukku:tu chup kar pagal..
(sukku informs everything to kabir .they all are tensed)
Than again lakshya academy reopened..all employees and sourav also started to work in academy ..but cousins and sourav kabir all are thinking to unite niraj..this time in the academy a new girl enter as a employee her name is maya..oneday umesh sukku come to academy to meet kabir and sourav ...the all are discussing something and than they saw maya going towards virajs cabin (.actually that girl was started to like viraj she always try to be with viraj ) ..and suddenly kabir observes that girl and he got one idea and he explain the idea to everyone and he ays
Kabir: sourav ye hamari aakri koshish honechahiye nisha ko isss office main lane keliye ab pls koi emotional math socho ye 2 logoka zindagika sawal hain ek mera bahi or dussra aapke dost please sourav ye plan ko execute aapko hi karna padega(everyone convince sourav)
Sourav: teek hain main zaroor koshish karunga(at that time viraj enters )
Viraj: kya baat horahi hain ..kya koshish karenge aap??
Kabir: kuch nahi aakri koshish nisha ko office laneka...bas vahi planning kar rahe hain..
Viraj: kya planning hume bhi batayiye
Kabir: aaa abhi nahi pehle execute tho honedijiye baad main bataunga
Viraj;aapko lagta hain nisha aajayegi ..academy reopen hoke 1week hogaya hain ab tak vo aane keliye razi nahi huyi hain(looks sad)
Kabir:bahi aap apna dill chota mat kijiye ..aaj saurday hain kal Sunday aap koi tension matlijiye main jaanti hun mijhe pura confidance hain Monday se humari honewali bhabhi yaani ki nisha aapke PA bankar kaam kelye ajayegi ..(and than everyone left for their respective works)
In the evening ..nisha alone sitting in her balcony lost in her thoughts ..sourav come stand next to her and he was in sad face..
Nisha: abee tuje kya hua hain ..aise sad sad kyun hoo
Sourav: kuch nahi..tu kya kar rahi hain
Nisha: sourav kya hua hain .tum udaas kyun hon dhek main teri dost hun na ..batana kya baat hain
Sourav: main batadeta to tu meri madat kareg kya?? Bol karegi??tujse nahi honewala hai, naa hi hoga ..isliye behtar yehi hai ki main chup rahun..vaise main jwalu se milne aaya tha uska koi project ka printout chahiye tha vahi dene aya tha.. ..chal main ab chalta hun mujhe der horahi hain..(he started to leave)
Nisha : (stops him) bolke tho dheko kya problem hain mujse hoga tho main zaroor karungi
Sourav: tujhse hoga ye par tu karne wali nahi hai ..chod nishu tumse nahi hoga
Nisha: aree tum bol na kyaa baat hain ..
Sourav : accha tum gussa mat karon main batata hun ..kaam ka pressure hain nishu kaam ka pressure main tho thak chuka hun ..
Nisha: kyaa tumse itna kaam karvate hain kya uss viraj singh rathod??? How dare him ??
Sourav: nahi nishu aisa nahi ...pehle tum mere saath thi mere todi bahot help karti thi muje kitna madat hojatha tha..par ab nai ladki aayi hai mere kaam main madat karneki alava tang adati hain,hamesha viraj sir ke cabin ke pass hi chipki rehti hain ..main kuch kahun tho tumhara kaam hain main kyun karun aisi bolti hain ..
Nisha: tho tum viraj sir se complaint karna
Sourav: complaint karna chod mujhe khana khane ko bhi time nahi milta..pata hain mujhe vaha tumhari bohot yaad aati hain ..mere saat 2 minit bait ke baate karnekeliye bhi koi nahi hain ..nishu ek baat kahun ??
Nisha : haann kaho ..
Sourav :abhi bhi vaqt hain maan ja yaar ..office main tumhare post abhi bhi khali hai koi nahi aaya hai uss post keliye aajana yaar,.
Nisha : sorry yaar sourav main nahi aasakti aur kuch bolo main zaroor karung par ye nahi hoga sourav
Sourav:..kisikeliye na sahi apni ye dost keliye aajana pls ... accha teek hain main tumhe force nahi karungi tumhari marzi(sourav make sad face)
Nisha: sourav par tu janta hain na vaha...
Sourav : nishu tu hi tho kaha thana tumhe koi faraq nahi padta viraj sir se tho phir aisa kyun ..tum mereliye aasakti hain na..main rahungi na tumhare saat ..mujh par bharosa nahi hai kya tumhe..
Nisha: aisa nahi hai sourav ...
Sourav: accha chod nishu..main chal tah hun
Nishu; sourav kal Sunday hai tum yaha aarahi hona ??
Sourav: nahi nishu nahi aungi
Nisha: kyun ?? gussa ho kya??
Sourav: nahi tho main bhala tumse kyun gussa karunga..main hota koun tumhare saat gussa karnekeliye..
Nisha: sourav tum aisa kyun kar rahi ho??
Sourav: main kuch nahi kara rahi hun nishu ..kal Sunday hain ek hi din hian maereliye rest karnekeliye...phir Mondays se vahi jana hohgana kaam karnekelye main kal nahi aapaunga ..tumhe kyun tum enjoy karo apne cousins ke saath maa wait kar rahihongi bye..(sourav left for home)
Nisha lost in her thoughts and remember wat he said..at that time ramesh and lakshmi enters
Lakshmi: nishu kya hua beta pareshan kyun hain tum ??
Ramesh: kya hua ...yaha tum bhi pareshan vaha sourav bhi pareshan hokar chala gaya ..usse kuch hua hai kya ??
Nisha tells everythings to RL
Lakshmi : nishu tumhare vaha janese tumhare dost ko madat hojata tho tum jana ..har vaqt aise band kamreme akeli rehneki badle main tum vaha jao ..
Ramesh: jaan ta hun beta tum kya soch rahi ho ..kuch purani bate bachpan kichot ki tara hain chot tho teek hojate hain par nishana vahi reh jata hain ..par beta hum use nazar andaza kardena chahiye..biti baathonko bhul jaa nayi shuruvat karon beta...
Nisha; aap teek kehrahi hai mujhe soch ne dijiye main kal batata hun mera decision
Lakshmi : accha teek hain ab soja ..raat hogayi ain( and they left)
In the mornig all the cousins are exitedt to hear nishas decision
Nisha comes to the dining table for break fast ( before she coming to the table she called sourav and come to her home as soon as possible she want to tell something) everyone are sitting around table..
Nisha: hello everyone good mornig (she smiles)
Dolly: are nishu berry gudmornig
Jwalu :dolly dee !!! berry nahi very
Vimal: chal sab log aaye hai tho breakfast shuru kare..
Nisha :nahi tayiji
Dadi:kyun nisu ..ke hua??
Nisha: koi aanewala hain unka wait tho karsakte hain na?? 2 minit or pls
Lakshmi: koun hai nishu koun aaraha hai tumne bataya kyun nahi pehle??
Roopan: koi meheman aaraha hai kya??
Nisha: are aap log zyada exited mat hoo vo koi mehman vehman nahi vo (she stopped by sourav)
Sourav: vo main hi hun aunty jiii !!
Sukku : oh tumhareliye itna buildup mujhe to kuch zyada laga
Dadaji: suketuu ...
Sukku: sorry dadaji ,sourav aana bait humare sata breakfast karle
Sourav: nahi vo nishu ne kuch urgent baat karni hai bola tha isiliye aaya hun
Dadaji: nisha kya baata hai beta??
Nisha: batata hun bata ta hun pehle khana kahyi ye...varna tanda hojayega..(everyone finished berakfast)
Ramesh: beta abhi tho batade kya baat hain??
Nisha:vo papa maine decide karliya ki main phir se academy jaungi ..sirf or sirf mera dost sourav keliye or main kal se hi office jana chahti hun
(Everyones are happy cousins are more exited for listening this...)
Dadaji: acchi baat hai beta ..sunkar khush hua kit um apni zindagi ko phirse jeena shuru kardiya ..god bless you..
Nisha: thank u dadaji
All the cousins hugs her
Sukku informs kabir about this
Kabir: jupping in excitement yes yes yes .
Viraj: kya hua aap aise jamp kyun kar rahi ho??
Vasundara: aree kabir ye kya Bandar ki tarah
Vikram: kuch bologe ab
Kabir kisses dadaji : dadaji hum jeet gaye hamara plan kamiyab hogayi yay !!!
Vasundar: kya plan?? Kounsa plan??
Viraj: aap hume teekse batayenge
Kabir:bhayi ...bhabhi ne offie aanekeliye green signal dediya
Everyone smiled and they all are very happy
Precape: nishas re entry in lakshya academy