Originally posted by: Prestigious
Singer: Kay Kay
Tadap tadap ke iss dil
se aah nikalti rahi
mujhko saza di pyaar ki
aisa kya gunaah kiya
toh lut gaye haan lut gaye
lut gaye hum teri mohabbat mein
Ismail Darbar😉
Chand chhupa baadal me sharmake meri jaana
seene se lag ja tu ghabarake meri jaana
gumsum sa hain gupchup sa hain madhosh hain khamosh hain
yeh sama ha yeh sama kucch aur hain😳